A Gujju, a Bhaiyya and a Bihari & Malayali died and were facing Yama.
Yama asked them if they wanted some facilities, they should inform Chitragupt who will decided on their accommodation.
The Gujju said : "Hey Yambhai, aa marathi loko toh mane shaanti thi jeeva nathi deta. Maari dukaan fodi naakhi. Aa marathi loko ekdum junglee chhe. Mane maari baaju maa marathi maanas nathi joto."
The UPite said : "Theek kaha gujjubhai ne. Shriman Yam, in marathi logo ne to hamara jeena hi mushkil kar diya hai....eemaan se! Arre, meri dukaan ka board bhi kala kar diya. Kahat rahi ki dukaan ka naam marathi bhasha mein hona chaahiye. Ab ee bhi koi baat hui kya? Mujhe bhi mere baaju mein marathi aadmi nahi chaahiye."
The Bihari said : "Yeh dono sajjan aadmi theek kahat hain. Arre main thode din pehle railway ki pariksa dene mumbai gaya tha. Raam Lalla ki sougandh, in marathi logun ne humka bahut hi peeta. Hamaar haddi pasli ek kardi. Aisa junglee marathi humka hamaar saath naahi chaahiye."
The Malayali said "aiiyoo humoko bhi marathi baaju main nahi mangta, bahto pareshaan karta hai yeh log. kuch kaam kerne ko nahi aata phir bhi hosiyari maarke kaheta hai ki tumko hamare mumbai se nikal dega.
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
Yama turns to Chitragupt : "Aayla Chitrya, ya saglyanchya files majhyakade gheun ye re!!! Baghto ekekala !!"
!!!!!!!!!!!
टिप्पणी पोस्ट करा Blogger Facebook